Nazim's poetry

Nazim's poetry

Monday, June 13, 2011

Dobtay Soraj Ki Tarhan Yeh Zindagani Hay

Dobtay Soraj Ki Tarhan Yeh Zindagani Hay
 Kaheen Hay Aag Ka Darya Kahain Aik Bond Pani Hay
 Musalsal Ab Cahltay Rahna Hay Nahi Rukna Aik Qadam
 Hamain Himmat Barhani Hay Ager Manzil Jo Pani Hay
 Aaray Ay Qaflay Walon Hamain Bhi Sath Lay Chalo
 K Ham Nay Bhi Tumhrai Tarhan Safar Ki Thani Hay
 Ubhartay Chand Ko Dekha Doobtay Sooraj Ko Bhi Dekha
 Hamain Bhi Zinda Nahi Rahna K Her Cheez Faani Hay.

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...